Kya karti ki kya ki – Hyderabadi Poem .. :))
Alrite ,I didnt write it . in fact I havent written anything for ages … got it from freehyderabad forum , a happening place that be.Read it ,and laugh your heart out
Hathaan mein hath milake,
Hathaan mein hath milake,
angoothi churake uno chali gayi,
abhi galae milne ku aari,kya karati ki kya ki…….
Chay peenae ku aake,
chay peenae ku aake,
saucer churaake uno chali gayi,
abhi full meals ku aari,kya karati ki kya ki…….
Pehlichh mulaakat mein ,
pehlichh mulaakat mein ,
five star mein uno merkoo chunna lagai,
abhi date pe lekae jaao bolri,kya karati ki kya ki…….
Sagai-sagai bolkae,
sagai-sagai bolkae,
puri shopping karali,
abhi shaadi-shaadi bolrikya karati ki kya ki…….
Ek Number!
Yeh sab Footie ke saathi hi toh nahi hua na?
Err , mere sath nayi tumhare paasse uthaya mai ,tumhare sath hota honga
wah wah!
I can see a genius in making, keep it coming brother!
kya karthee kya kee